1. Aapke grahak jo chahte hain, usse stock mein nahi rakhna.
2. Shop mein naya stock saamne rakhna aur purane unsold products peeche rakhna.
3. Zaroorat se zyaada ya zaroorat se kam stock rakhna.
4. Inventory ya stock manage karne ke liye Inventory Software nahi apnana
Vyapar App ka “Stock Summary Report” aapko iss tarah ki galtiyon se bachne mein madad karti hai
Vyapar App mein “Stock Summary Report” kaha milega?
Menu section mein Reports pe click karein > Thoda neeche scroll kijiye aur aapko Item/Stock Report dikhega > Iss section mein Stock Summary Report pe click kare
Kya aapke paas Vyapar App hai?
Vyapar App ke Stock Summary Report ka upayog kaise karein?
Stock Summary Report par wo Date chune jis par aap apna stock details dekhna chahte hain. Agar aapko item ki details item category ke hisaab se dekhna hai to “Item Category” choose karein (yadi aapke paas koi hai).
Aapko in cheezon ki jaankari milegi –
- Ye use karein check karne ke liye ki kaun se items hai, jinko turant re-order karna hai aur “out of stock” ke problem se bache
- Yah bhi dekhiye ki aapka kaun sa item sabse tez ya sabse dheema bikta hai
- Iske anusaar, aap tezi se bikne waale items ka adhik stock rakh sakte hain aur dheeme gati se bikne waale items ka kam. Dheemi gati waale items ko aap store mein billing area ke saamne bhi rakh sakte hain
67% Vyapari Inventory Kharidaari tay karne ke liye Vyapar ke “Stock Summary Report” ka upayog karti hai.